You are here: Home >‘Poetry SMS’ Category

Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana

Rait ki Zarurt har raigistan ko hoti hai
Sitaro ki Zarurt Aasman ko hoti hai
Please Aap hamain Kabhi Bhool mat jana
Kyonki achey dost ki Zarurat har Insan ko hoti hai.

Tags: ,

Mujh say bi ziyadah gharib ho…..

Kya yaar tum bhi ajeeb ho,
mere dil ke kitne kareeb ho,
na milte ho na sms karte ho ,
kya tum mujh say bi ziyadah gharib ho…..

Tags: ,

RAAT hui jab shaam k baad

RAAT hui jab shaam k baad
Teri yaad aayi har baat k baad
Hum ne khamosh rah kar bhi dekha
Phir bhi teri aawaz aayi har saans k baad

Tags: ,

Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai

Na hume aapse sikwa hai na sikayat hai,
Hume to bas aap hi se chahat hai,
Koi aa kar keh de aapko mohabbat nahi hai humse,
Hum to yahi kahenge aapko jhooth bolne ki adat hai

Tags: ,

Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,

Wo nafrat bhi kartay hain pyar k liyay,
Wo inkaar bhi kartay hain iqrar k liyay,
Ajeeb hotay hai yeh ishq karne waalay,
Aankhain bhi band kartay hain to sirf deedaar k liyay.

Tags: ,

Jagti aankho me ek khuwab aaya,

Jagti aankho me ek khuwab aaya,
koi humdard hai mera yeh khayal aaya.
chot lagi dil pe toh dhiyaan aaya,
kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya.

Tags: ,

 Page 103 of 125  « First  ... « 101  102  103  104  105 » ...  Last » 
web page hit counter