Kashish dil ko dharkanay k liyay kafi hai
uski yaad hi mujhey rulanay k liyaykafi hai
usko neend shayad hi aati hogi par
uske sang bite pal mujhe sulanay k liyay kafi hain
You are here: Home >‘Poetry SMS’ Category
Dec
07
Read User's Comments(0)
Dec
07
Shaam udas thi subaah udas thi,
kafan me lipti hue meri laash thi,
aey mere ghar walo mujhey wahin dafnana,
jahan meri aur USKI paheli mulakat thi.
Dec
07
Harf-e-laazim banoon ya k dua ho jaon,
Kaash main bhi teray honton say ada ho jaon,
Dhoond laina mera haath pakar k mujhko,
Be-Khayali main agar tujhsay juda ho jaon.
Dec
07
Un se dur bhala hum kaise reh paatay
Dil se unhe kaise bhula paatay
Kaash ki woh sanso ke ilava aayine mein bhi hote
Khud ko bhi dekhte to woh nazar aate
Dec
07
Na kabhi muskurahat aap k hoton se door ho,
Aap ki har khuwahish haqiqat me manzoor ho,
ho jayain jo aap humse khafa,
khuda na kare humse kabhi aisa qasoor ho…
Dec
06
Ishq tanhayi hai mehfil nahi,
Pyaar ruswai hai saahil nahi,
Jo samajhte hai ishq ko mehfil,
Wo ishq ke qabil nahi.


