You are here: Home > Ghazal SMS > To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay

To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay

To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay,

Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,

To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,

Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay

Tags: ,

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • Twitter

Leave a Reply